Lyrics- Main Kya Karoon
Main Kya Karoon
Dil ye mera bas me nahin
Pehle kabhi aisa hota tha nahin - [x2]Tu hi bata is dil ka main, ab kya karoon
Kehane pe chalta nahi
Kuch dino se meri bhi sunta nahin, tu hi bata
Is dil ka main uff ab
Main kya karoon (repeats)
Is dil ka kya karoon
Main kya karoon (repeats)
Karta hai aawargi
Ispe toh dhunn chadhi hai pyar ki
Naa jaane gum hai kahan
Baaton me hai pada bekaar ki
Ulti yeh baat hai aise halaat hai
Galti kare yeh main bharoon
Uff dil ka kya karoon
Main kya karoon (repeats)
Is dil ka kya karoon
Main kya karoon (repeats)
Comments
Post a Comment