Lyrics- Saara Zamaana

Saara Zamaana

Hey saara zamana, saara zamana
Haseeno ka deewana, haseeno ka deewana
Zamana kahe phir kyon, zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana, bura hai dil lagana

Hey saara zamana
Hey…
Ye kaun keh raha hai, Tu aaj pyaar kar le
Jo kabhi bhi khatm na ho, Wo aitbaar kar le

Maan le, maan le meri baat, meri baat
Hey saara zamana, saara zamana
Haseeno ka deewana, haseeno ka deewana
Zamana kahe phir kyon, zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana, bura hai dil lagana
Hey saara zamana
Jab husn hi nahi to, Duniya mein kya kashish hai
Dil dil wahi hai jisme, Kahin pyaar ki khalish hai

Haseeno ka deewana
Zamana kahe phir kyon, zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana
Lala lala la la, lala lala la la
La la la la la la, la la la la la la
Saara zamana…

Comments

Popular posts from this blog

Lyrics- Beneath Your Beautiful

Lyrics- Everything I do

Lyrics- Don't Stop The Party